Argent Global Network pr kam karny k 2 rasty hay , Free member or Investor member
Free Members:
Free member daily ek ad post kary ga jis ka usy daily $2.5 milainge.
Daily work woh 60 din tak jari rakhainge phr us ki total income banti hay $2.5 x 60 = $150 , agar free member ka koi din miss ho gai to koi baat nahi
60 days tak free member ko kuch b nahi mily ga, payout k liye sirf ye $2.5 bonus
points usy mily gay jab 60 days pory ho jaye to usy apny pocket sy $10 invest karny ho gay kesi b payment process kay zariye , like Perfect money sy ya Solidtrustpay sy Deposit karny k bad wo Silver pr upgrade kary ga $10 sy 30 din k liye ha.
Silver pr upgrade karny k baad us ko $150 wala packge 6 months k liye mil jaye ga . Matlab 60 days k baad free members ki real income start ho gi jo k every week $10 mily gay matlab monthly $40.
But member ko every month Silver membership ki $10 fee pay karni pary gi so ap ki pure income jo ho gi wo $30 every month ho gi jo k 12 months tak jari rahy gi..
lekin is k sath hi 1 ap ko 1 pack free me b mily ga jo 6 months ka ho ga 4$ per month wo b ap ko mily ga is tarah 30+40 = 70$ ap ko per month mily ga.
aur isi payment se chaho tu aur packs le k apni income me mazeed izafa kar sakty hn.